Namaz ki shartay kit nay hay aur kia kia hay namaz ki 6 shartay 1 shart namaz ka yeh hay ki namazi ka kapre aur jisam pak ho aur 2 dosra shart namaz ka yeh hay ki namaz parnay ki jaga pak ho aur 3shart namaz ka yeh hay ki namazi ka jisam ka wo hisa jiska chopana farz ho wo chopa howa ho mard ka nap say liker gotno tak hay aur aurat ki pura jisam chopana farz he siwai chahray ki aur hat ki aur paw ki in 3 ki elawa 4shart namaz ka yeh hay ki namazi ki mo aur sina qiblay ki taraf ho 5shart namaz ka yeh hay ki namaz ko waqt per na ho aur 6 shart namaz ka yeh hay ki niat kerna hay chahay wo dell may ho ya zuban pay zuban pay kehna mostahab hay behtareen hay nakkam hay hummay zuban pay kehna chai hay
end aur namaz shoro karnay say pehlay in 6 . sharto ki ihtimam kerna zarori hay warna namaz nahy hogihttps://www.blogger.com/blogger.g?blogID=6102473574734872790#editor/target=post;postID=1610247569219238014
- Blogger Comment
- Facebook Comment
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)

0 comments:
Post a Comment